Poetrytadka.com

Shayari in Hindi

Hindi Shayari may be a rich tradition of Shayari and has many various forms. Today, it is a crucial part of the culture of India. Consistent with my knowledge, there are five main shayars of Shayari, which are Mir Taqi Mir, Mirza Ghalib, Mir Anees, Allama Iqbal, and Josh Malihabadi.

हिंदी शायरी लिखा हुआ

Shayari in Hindi may be a great way to express your feelings in front of your loved ones, and poetry tadka has earned an good reputation among Hindi-speaking people. So your loving website poetry tadka team is hoping that you will simply like below Hindi Shayari.

itana aasaan nahin hota hai

माँ की लाडली बनना 
इतना आसान नहीं होता है 
हमें अपना नहीं दूसरों का 
ख्याल रखना पड़ता है
Maan Kee Laadalee Banana 
Itana Aasaan Nahin Hota Hai. 
Hamen Apana Nahin Doosaron Ka 
Khyaal Rakhana Padata Hai.

बहुत गुरूर था छत को छत होने पे 
एक और मंजिल बानी और छत फर्श बन गया
Bohut Guroor Tha Chhat Ko Chhat Hone Pe
Aik Or Manzil Bani Or Chhat Farash Ban Gaya.

सबसे कहता है बस तुम्हीं तुम हो, 
आइना भी बाला का झूठा है
Sabse Kahta Hai Bus Tumheen Tum Ho,
Aaina Bhi Balaa Ka Jhootha Hai.

itana aasaan nahin hota hai

waar deta hai wo jaan bhi mujpar

waar Deta Hai Wo Jaan Bhi Mujpar,
Is Qadar Ladli Hun Mai Uski.
वार देता है वो जान भी मुझ पर,
इस क़दर लाड़ली हूँ मै उसकी.

Kaas Tum Mere Hote,
Ya Fir Ye Lafz Tere Hote.
काश तुम मेरे होते,
या फिर ये लफ्ज़ तेरे होते.

Bahot Yaad Karta Hai Koi Hamen Dil Se,
Na Jane Dil Se Ye Bhram Kyon Nahin Jata.
बहुत याद करता है कोई हमें दिल से,
न जाने दिल से ये भ्रम क्यों नहीं जाता.

waar deta hai wo jaan bhi mujpar

lahje samjh aa jata hai mujhe

Lahje Samjah Aa Jate Hain Mujhey,
Bus Logon Ko Sharminda Krna Achcha Nahin Lagta.
लहजे समझ आ जाते हैं मुझे,
बस लोगों को शर्मिंदा करना अच्छा नहीं लगता

Rasm Hai Kahna He Padta Hai, Ki Sab Kuchh Theek Hai.
Khairiyat Se Kaun Hai Sahab, Majey Me Kaun Hai.
रस्म है कहना ही पड़ता है, की सब कुछ ठीक है.
खैरियत से कौन है साहब, मजे में कौन है.

Sab Aadaten Chhod Sakta Hun,
Tumhare Liye Tumhare Siwa.
सब आदतें छोड़ सकता हूँ,
तुम्हारे लिए तुम्हारे सिवा.

lahje samjh aa jata hai mujhe

mujhe dekhkar usne fer liya chehra

Usey Shak Hai Ki Ham Unke Liye Jaan Nahin De Sakte,
Mujhey Khauf Hai Ki Royengey Wo Bahot Hamen Aazjmane Ke Bad.
उसे शक है की हम उनके लिए जान नहीं दे सकते,
मुझे खौफ है की रोयेंगे वो बहोत हमें आजमाने के बाद.

Too Mujhey Kaisey Bhool Payegi,
Mai Tera Yaadgaar Mazi Hun.
तू मुझे कैसे भूल पाऊंगी,
मै तेरा यादगार माज़ी हूँ

Bilkul Tumsa Aur Tumhara Lagta Hun,
Kabhi Kabhi Main Khud Ko Pyara Lagta Hun.
बिलकुल तुमसा और तुम्हारा लगता हूँ,
कभी कभी मैं खुद को प्यारा लगता हूँ.

मुझे देखकर उसने फेर लिया चेहरा 
तसल्ली हुई चलो पहचानते तो हैं

mujhe dekhkar usne fer liya chehra

Collection of Shayari in Hindi

Tujhey Sochkar Jo Aati Hai,
Wo Muskurahat Kamaal Ki Hoti Hai.
तुझे सोचकर जो आती है,
वो मुस्कराहट कमाल की होती है.

Teri Mohabbat Me Ajeeb Se Kaam Karte Hain,
Tere Naam Ke Har Sakhs Ko Salaam Karte Hain.
तेरी मोहब्बत में अजीब से काम करते हैं,
तेरे नाम के हर सख्स को सलाम करते हैं.

Mujhey To Is Poore Jahan Me Tumse Mohabbat Hai,
Ya To Mera Imtehaan Lo Ya Mere Aitebaar Karo.
मुझे तो इस पूरे जहां में तुमसे मोहब्बत है,
या तो मेरा इम्तेहान लो या मेरा ऐतबार करो.
Collection of Shayari in Hindi

ik teri khwahish hai bus

Ik Teri Khwahish Hai Bus,
Kaainaat Kisne Mangi Hai.
इक तेरी ख्वाहिश है बस,
कायनात किसने मांगी है.

Taras Aata Hai Mujhey Apni Masoom Si Palkon Par,
Jab Bheegkar Kahti Hai Ki Ab Roya Nahin Jata.
तरस आता है मुझे अपनी मासूम सी पलकों पर,
जब भीगकर कहती है की अब रोया नहीं जाता.

Insaan Ke Qirdaar Ki Do He Manjilen Hain,
Dil Me Utar Jaana Ya Dil Se Utar Jaana
इंसान के किरदार की दो ही मंजिलें हैं,
दिल में उतर जाना या दिल से उतर जाना

ik teri khwahish hai bus