Wo Bachpan Wala Ittwar Ab Nahin Aata.
सुकून की बात मत कर,
वो बचपन वाला इतवार अब नहीं आता.
Chalo Fir Dhoondh Lete Hain,
Usi Naadaan Bachchey Ko
चलो फिर ढूंढ लेते हैं,
उसी नादाँ बच्चे को
बिना समझ के भी हम कितने सच्चे थे
वो भी क्या दिन थे जब हम बच्चे थे।
Bina Samajh Ke Bhi Ham Kitne Sachche The
Vo Bhi Kya Din The Jab Ham Bachche The.
बचपन में तो शामें भी हुआ करती थी,
अब तो बस सुबह के बाद रात हो जाती है
Bachpan Mein To Shamen Bhi Hua Karti Thi,
Ab To Bas Subah Ke Baad Raat Ho Jaati Hai.
kagaz Ki Kasti Thi Nadi Ka Kinara Tha Khelne Ki Masti Thi Ye Dil Dulara Tha Kha Aa Gae Smajhdari Ke Daldal Me Wo Nadan Bachpan Bhi Kitna Pyara Tha !!