Poetrytadka.com

Kismat Shayari | नसीब शायरी | Naseeb Shayari in Hindi

Kismat Shayari collection in Hindi for good Naseeb Shayari at poetry tadka किस्मत शायरी page. So go below and read latest Kismat Shayari in Hindi.

Naseeb Sad Shayari

ए खुदा किसी एक का तो नसीब बदल दे 
चाहे उसे मेरा या मुझे उसका कर दे
Aye khuda kisi aik ka to naseeb badal decimal
chahe usey mera ya mujhey uska kar de.

सूरत कितनी ही 'खुबसुरत क्यो न हो...?
नसीब की मोहताज हुआ करती है
Soorat kitni he khoobsoorat kyon na ho
naseeb ki mohtaz hua karti hai.

खूबसूरती का कोई फायदा नहीं अगर
नसीब अच्छे न हो तो दिलों के बादशाह
अक्सर फकीर होते हैं।
Khoobsurati ka koi faida nahin
naseeb achche na ho to dilo ke badshah 
aksar fakeer hote hain.

Naseeb Sad Shayari

Kismat Shayari in Hindi

सारा इलज़ाम अपने सर लेकर 
हमने क़िस्मत को माफ़ कर दिया
Saara ilazaam apane sar lekar.
Hamane Kismat ko maaf kar diya.

मेरी क़िस्मत की लड़ाई में खुद लडूंगा, 
चाहें वो मिले ना मिले, 
मेरी ज़िन्दगी है मैं खुद जीऊंगा।
Meri kismat ki ladai me khud ladunga
chahe wo mile na mile
meri zindagi hai mai khud jeeounga.

क़िस्मत चले न चले पर अगर मेहनत 
चलती रही तो मंज़िल मिल ही जाएगी।
Kismat chale na chale agar mehnat 
chalti rahi to manzil mil he jayegi.
 

Kismat Shayari in Hindi

Naseeb Shayari in Hindi

नसीब के खेल को भी 
अजीब तरह से खेला है हमने,
जो ना थे नसीब में 
उसी को टूट कर चाह बैठे

Naseeb ke khel ko bhee 
ajeeb tarah se khela hai hamane.
Jo na the Naseeb mein 
usee ko toot kar chaah baithe.

Naseeb Shayari in Hindi

mat kar hisab mere pyar ka

मत कर हिसाब मेरे प्यार का
कही ऐसा ना हो की....
बाद में तू ही कर्जदार निकले
Mat kar hisab mere pyar ka
kahin aisa na ho ki
baad me tu he karzdaar nikle.

mat kar hisab mere pyar ka

uske bina mar jayenge

कौन कहता है हम उसके बिना मर जायेंगे 
हम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगे 
वो तरस जायेंगे प्यार की एक बून्द के लिए 
हम तो बादल है प्यार के किसी और पर बरस जायेंगे 
Kaun kahta hai uske bina mar jayenge
ham to dariya hain samandar me utra jayenge
wo tras jayege pyra ki aik boond ke liye
ham to badal hain pyar ke kisi aur par barsa jayenge.

uske bina mar jayenge