Poetry Tadka

Four Line Shayari

Naa Tera San Kam Hota Naa Tera Rutba Ghata Hota

naa tera san kam hota naa tera rutba ghata hota jo gusse me kha wahi hans ke kha hota
naa tera san kam hota naa tera rutba ghata hota

Humse Khelti Rahi Duniya Tas Ki Patto Ki Trah

humse khelti rahi duniya tas ki patto ki trah jo jita wo bhi pheka jo hara wo bh pheka
humse khelti rahi duniya tas ki patto ki trah

Bhut The Mere Is Duniya Me Apne Bhi

bhut the mere is duniya me apne bhi fir ishq huaa aour hum lawarish ho gae
bhut the mere is duniya me apne bhi

Lekin Tum Btaao Tumhe Dil Todna Kisse Sikha

chalo maan lete hon ki mujhe mohabbat karni nahi aai lekin tum btaao tumhe dil todna kisse sikha
lekin tum btaao tumhe dil todna kisse sikha

Mujhse Milne Ke Liae To Bekrar Hai

koi wada nahi fir bhi tera intzar hai judai ke baad bhi tum se pyar hai tumhari chere ki udasi bta rahi hai mujhse milne ke liae to bekrar hai
mujhse milne ke liae to bekrar hai

Bcha Ke Rkha Hai Khud Ko Teri Khatir

bcha ke rkha hai khud ko teri khatir koi mujhe pyar se dekhe to bura lagta hai
bcha ke rkha hai khud ko teri khatir

Kaise Bna Tha Ghosla Wo Tufan Kya Jae

dil pe kya gujri hai wo anzan kya jane pyar kahte hai kise wo nadan kya jane hwa ke sath ud gya ghar is prinde ka kaise bna tha ghosla wo tufan kya jae
kaise bna tha ghosla wo tufan kya jae

Berukhi Aaesi Bhi Kya Ki Kuch Wasta Bhi Naa Ho

berukhi aaesi bhi kya ki kuch wasta bhi naa ho galtiya apni jagah hai sartewfa apni jagah
berukhi aaesi bhi kya ki kuch wasta bhi naa ho

Tum Jo Bichde To Ye Bhi Naa Shocha

raat gahri thi dar bhi sakte the hum jo kahte the kar bhi sakte the tum jo bichde to ye bhi naa shocha ki hum to aashik the mar bhi sakte the
tum jo bichde to ye bhi naa shocha