Two Line Shayari
Sabse Pahle Us Insan Ko Khush Kar Lo
sabse pahle us insan ko khush kar lo
jise roz aaine me dekhte ho tum

Azib Aandherahai Ishq Ki Mahfil Me
azib aandherahai ishq ki mahfil me
chlo dil jla kar roshni kar le

Kash Khuda Ne Dil Naa Diya Hota Sine Me
kash khuda ne dil naa diya hota sine me
ishq hota naa dil tootta naa taklif hoti jine me

Ye Jo Chotu Hote Hai Dukan Hotlo Me
ye jo chotu hote hai dukan hotlo me
darsal wo apne ghar ke bade hote hai

Duniya Bigadte Jarhi Hai Bure Logo Ki Wajah Se Nahi
duniya bigadte jarhi hai bure logo ki wajah se nahi
aache logo ki khamushi ki wajah se

Koi Har Gya Koi Git Gya Ye Sal Bhi Aakhir Bit Gya
koi har gya koi git gya ye sal bhi aakhir bit gya

So Gae Jis Jagah Raat Ho Gai
so gae jis jagah raat ho gaibeghar walo ke bhut ghar hote ahi

Log Apne Yado Ko Jha Dafan Kar Sake
log apne yado ko jha dafan kar sake
shahar me ek aisa kabrrastab hona chahiae

Zindagi Apne Hisab Se Jini Chahiae
zindagi apne hisab se jini chahiae
auro ke kahne pr to sarkas ka sher bhi nachta hai

Dil Jo Todo Ge Mera To Khud Bhi Bhikhar Jaao Ge
dil jo todo ge mera to khud bhi bhikhar jaao ge
ji to hum nahi sakte mgar tum kha jaaoge

Dhire Dhire Hi Sahi Aakhir Is Sal Bhi
dhire dhire hi sahi aakhir is sal bhi
bhar hi di maine teri yado ki kishte

Aek Tarfa Hi Sahi Pyar To Pyar Ha
aek tarfa hi sahi pyar to pyar hai
use ho na ho mujhe besumar hai

Ab To Mohabbat Srkari Nokari Jaisi Ho Gai Hai
ab to mohabbat srkari nokari jaisi ho gai hai
gribo ko milti hi nahi

Hote Hai Apne Aankh Ke Aansu Bhi Bewfa
hote hai apne aankh ke aansu bhi bewfa
nikalte hai aksar dusro ke liae

Agar Pgar Naa Badhe To Kharch Itna Kro Ki Pgar Jyada Lage
agar pgar naa badhe to kharch itna kro ki pgar jyada lage

Tumne To Dard Bya Kar Diya Zmane Ke Aage Ro Kar
tumne to dard bya kar diya zmane ke aage ro kar
hu khamoosh the chocho hum pr kya biti hogi

Rang Teri Mhobbat Ka Utar Naa Paya Abtak
rang teri mhobbat ka utar naa paya abtak
lakh baar khud ko aasuao se dhoya maine

Unki Naa Thi Khata Hum Hi Kuch Galat Samajh Baithe
unki naa thi khata hum hi kuch galat samajh baithe
wo mohabbat se baat krte the hum mohabbat samajh baithe

Insan Ko Badamkhane Se Nahi
insan ko badamkhane se nahi
thokar khane se akal aati hai

Kya Hushn Tha Us Gali Me Yaro
kya hushn tha us gali me yaro
ek kam se gya tha fir kam se gye

Rone Walo Se Kho Unka Bhi Rona Role
rone walo se kho unka bhi rona role
jin ko mazboori halat ne rone naa diya

Dard Bechte Hai Hum Yhan Lafzo Me Dhalkar
dard bechte hai hum yhan lafzo me dhalkar
agar chot phuche to gustakhi maf ki ziae

Bure Waqt Me Hi Sab Ke Sab Asli Rang Dikhate
bure waqt me hi sab ke sab asli rang dikhate hai
din ke ujalo me to pani bhi chandi lagta hai

Waise Hi Din Waisi Hi Rate Whi Roz Ka Fsana Lagta Hai
waise hi din waisi hi rate whi roz ka fsana lagta hai
abhi das din guzra sal purana lagta hai

Mujhe Bhi Pta Rha Ki Log Badaljate Hai
mujhe bhi pta rha ki log badaljate hai
mgarmaine kabhi tumhe logo me gina hi nahi tha

Wo Be Prwah Bachpan Wo Choti Choti Khwahise
wo be prwah bachpan wo choti choti khwahise
bas hansi aur sirf hansi kitne rais the hum

Chehra Bta Rha Hai Ki Mra Hai Bhookh Se
chehra bta rha hai ki mra hai bhookh se
docktar bta rha hai kuch khane se mar gya

Mar Jane Ke Liae Zahar Kaphi Hai
mar jane ke liae zahar kaphi hai
mgar zinda rahne ke liae kafi zhar pina padta hai

Wo Kahti Kahta Hai Mere Jaisa Koi Nahi Milega
wo kahti kahta hai mere jaisa koi nahi milega
maine fecbook pe sarch karke dekha hjaro bhare pade hai
