Poetry Tadka

Two Line Shayari

Sabse Pahle Us Insan Ko Khush Kar Lo

sabse pahle us insan ko khush kar lo jise roz aaine me dekhte ho tum
sabse pahle us insan ko khush kar lo

Azib Aandherahai Ishq Ki Mahfil Me

azib aandherahai ishq ki mahfil me chlo dil jla kar roshni kar le
azib aandherahai ishq ki mahfil me

Kash Khuda Ne Dil Naa Diya Hota Sine Me

kash khuda ne dil naa diya hota sine me ishq hota naa dil tootta naa taklif hoti jine me
kash khuda ne dil naa diya hota sine me

Ye Jo Chotu Hote Hai Dukan Hotlo Me

ye jo chotu hote hai dukan hotlo me darsal wo apne ghar ke bade hote hai
ye jo chotu hote hai dukan hotlo me

Duniya Bigadte Jarhi Hai Bure Logo Ki Wajah Se Nahi

duniya bigadte jarhi hai bure logo ki wajah se nahi aache logo ki khamushi ki wajah se
duniya bigadte jarhi hai bure logo ki wajah se nahi

Koi Har Gya Koi Git Gya Ye Sal Bhi Aakhir Bit Gya

koi har gya koi git gya ye sal bhi aakhir bit gya
koi har gya koi git gya ye sal bhi aakhir bit gya

So Gae Jis Jagah Raat Ho Gai

so gae jis jagah raat ho gaibeghar walo ke bhut ghar hote ahi
so gae jis jagah raat ho gai

Log Apne Yado Ko Jha Dafan Kar Sake

log apne yado ko jha dafan kar sake shahar me ek aisa kabrrastab hona chahiae
log apne yado ko jha dafan kar sake

Zindagi Apne Hisab Se Jini Chahiae

zindagi apne hisab se jini chahiae auro ke kahne pr to sarkas ka sher bhi nachta hai
zindagi apne hisab se jini chahiae

Dil Jo Todo Ge Mera To Khud Bhi Bhikhar Jaao Ge

dil jo todo ge mera to khud bhi bhikhar jaao ge ji to hum nahi sakte mgar tum kha jaaoge
dil jo todo ge mera to khud bhi bhikhar jaao ge

Dhire Dhire Hi Sahi Aakhir Is Sal Bhi

dhire dhire hi sahi aakhir is sal bhi bhar hi di maine teri yado ki kishte
dhire dhire hi sahi aakhir is sal bhi

Aek Tarfa Hi Sahi Pyar To Pyar Ha

aek tarfa hi sahi pyar to pyar hai use ho na ho mujhe besumar hai
aek tarfa hi sahi pyar to pyar ha

Ab To Mohabbat Srkari Nokari Jaisi Ho Gai Hai

ab to mohabbat srkari nokari jaisi ho gai hai gribo ko milti hi nahi
ab to mohabbat srkari nokari jaisi ho gai hai

Hote Hai Apne Aankh Ke Aansu Bhi Bewfa

hote hai apne aankh ke aansu bhi bewfa nikalte hai aksar dusro ke liae
hote hai apne aankh ke aansu bhi bewfa

Agar Pgar Naa Badhe To Kharch Itna Kro Ki Pgar Jyada Lage

agar pgar naa badhe to kharch itna kro ki pgar jyada lage
agar pgar naa badhe to kharch itna kro ki pgar jyada lage

Tumne To Dard Bya Kar Diya Zmane Ke Aage Ro Kar

tumne to dard bya kar diya zmane ke aage ro kar hu khamoosh the chocho hum pr kya biti hogi
tumne to dard bya kar diya zmane ke aage ro kar

Rang Teri Mhobbat Ka Utar Naa Paya Abtak

rang teri mhobbat ka utar naa paya abtak lakh baar khud ko aasuao se dhoya maine
rang teri mhobbat ka utar naa paya abtak

Unki Naa Thi Khata Hum Hi Kuch Galat Samajh Baithe

unki naa thi khata hum hi kuch galat samajh baithe wo mohabbat se baat krte the hum mohabbat samajh baithe
unki naa thi khata hum hi kuch galat samajh baithe

Insan Ko Badamkhane Se Nahi

insan ko badamkhane se nahi thokar khane se akal aati hai
insan ko badamkhane se nahi

Kya Hushn Tha Us Gali Me Yaro

kya hushn tha us gali me yaro ek kam se gya tha fir kam se gye
kya hushn tha us gali me yaro

Rone Walo Se Kho Unka Bhi Rona Role

rone walo se kho unka bhi rona role jin ko mazboori halat ne rone naa diya
rone walo se kho unka bhi rona role

Dard Bechte Hai Hum Yhan Lafzo Me Dhalkar

dard bechte hai hum yhan lafzo me dhalkar agar chot phuche to gustakhi maf ki ziae
dard bechte hai hum yhan lafzo me dhalkar

Bure Waqt Me Hi Sab Ke Sab Asli Rang Dikhate

bure waqt me hi sab ke sab asli rang dikhate hai din ke ujalo me to pani bhi chandi lagta hai
bure waqt me hi sab ke sab asli rang dikhate

Waise Hi Din Waisi Hi Rate Whi Roz Ka Fsana Lagta Hai

waise hi din waisi hi rate whi roz ka fsana lagta hai abhi das din guzra sal purana lagta hai
waise hi din waisi hi rate whi roz ka fsana lagta hai

Mujhe Bhi Pta Rha Ki Log Badaljate Hai

mujhe bhi pta rha ki log badaljate hai mgarmaine kabhi tumhe logo me gina hi nahi tha
mujhe bhi pta rha ki log badaljate hai

Wo Be Prwah Bachpan Wo Choti Choti Khwahise

wo be prwah bachpan wo choti choti khwahise bas hansi aur sirf hansi kitne rais the hum
wo be prwah bachpan wo choti choti khwahise

Chehra Bta Rha Hai Ki Mra Hai Bhookh Se

chehra bta rha hai ki mra hai bhookh se docktar bta rha hai kuch khane se mar gya
chehra bta rha hai ki mra hai bhookh se

Mar Jane Ke Liae Zahar Kaphi Hai

mar jane ke liae zahar kaphi hai mgar zinda rahne ke liae kafi zhar pina padta hai
mar jane ke liae zahar kaphi hai

Wo Kahti Kahta Hai Mere Jaisa Koi Nahi Milega

wo kahti kahta hai mere jaisa koi nahi milega maine fecbook pe sarch karke dekha hjaro bhare pade hai
wo kahti kahta hai mere jaisa koi nahi milega