Poetry Tadka

Mirza Ghalib Shayari

Welcome to Mirza Ghalib Shayari ! गालिब की शायरी page. Mirza Ghalib Shayari in Hindi on sad and love. Pleae visit this page and read latest गालिब की शायरी. गुजर जायेगा ये दौर भी ग़ालिब ज़रा इत्मीनान तो रख। जब ख़ुशी ही ना ठहरी तो ग़म की क्या औकात है।

बेवजह नही रोता इश्क़ में कोई ग़ालिब 
जिसे खुद से बढ़कर चाहो वो रुलाता जरूर है
Bevajah Nahi Rota ishq Mein Koi Ghalib. 
Jise Khud Se Badhkar Chaho vo Rulata Jaroor Hai.

इश्क़ पर ज़ोर नहीं है ये वो आतिश गालिब 
कि लगाए न लगे और बुझाए न बने.
Ishq Par Jor Nahin Ye Wo Aatish Hai Ghalib,
Ki Lagaye Na Lage Aur Bujhaye Na Bane.

हम तो फ़ना हो गए उनकी आंखे देखकर ग़ालिब 
ना जाने वो आइना कैसे देखते होंगे.
Ham To Fana Ho Gaye Unki Aankhen Dekhkar
Na Jane Wo Aaina Kaisey Dekhte Hongey.
 

Ghalib Shayari on Love

Ghalib Shayari on Love

हुई मुद्दत कि ग़ालिब मर गया पर याद आता है,
वो हर इक बात पर कहना कि यूँ होता तो क्या होता
Hui Muddat Ki Galib mar Gaya Par Yaad Aata Hai.
Wo Har Ek Baat Par Kahna ki Youn Hota To Kya Hota.

हैं और भी दुनिया में सुखनवर बहुत अच्छे
कहते हैं कि गालिब का है अंदाज-ए बयाँ और।
Hain Aur Bhi Duniyan Me Sukhanwar Bahot Achchey
Kahte Hain Ki Ghalib Ka Hai Andaz-e-bayan Aur.

कहते हैं जीते हैं उम्मीद पे लोग
हम को जीने की भी उम्मीद नहीं.
Kahte Hain Jeete Hain Ummeed Pe Log,
Hamko Jeene Ki Bhi Ummeed Nahin.

Mirza Galib Shayari

Mirza Galib Shayari

हम को उन से वफ़ा की है उम्मीद 
जो नहीं जानते वफ़ा क्या है...
Ham Ko Un Se Vafa Kee Hai Ummeed 
Jo Nahin Jaanate Vafa Kya Hai.

दुख देकर भी सवाल करते हो
ग़ालिब तुम भी कमाल करते हो.
Dukh Dekar Bhi Sawaal Karte Ho,
Ghalib Tum Bhi Kamaal Karte Ho.

जब लगा था तीर तब इतना दर्द न हुआ ग़ालिब 
ज़ख्म का एहसास तब हुआ जब 
कमान देखी अपनों के हाथ में।
Jab Laga Tha Teer Tab Itna Dard Na Hua
Ghalib Zakhm Ka Ahsas Tab Hua Jab
Kamaan Dekhi Apnon Ke Hath Men.

Mirza Ghalib Sad Shayari

Mirza Ghalib Sad Shayari

हम न बदलेंगे वक़्त की रफ़्तार के साथ
जब भी मिलेंगे अंदाज पुराना होगा
Ham Na Badalenge Vaqt ki Raftaar Ke Saath
Jab Bhi Milenge andaaj Puraana Hoga.

कितना खौफ होता है, शाम के अंधेरों में, 
पूछ उन परिंदों से, जिनके घर नहीं होते।
Kitna Khauf Hota Hai Sham Ke Andheron Me
Poochh Un Parindon Se Jinke Ghar Nahin Hote.

न सुनो गर बुरा कहे कोई,
न कहो गर बुरा करे कोई !! 
रोक लो गर ग़लत चले कोई, 
बख़्श दो गर ख़ता करे कोई !!
Na Suno Gar Bura Kahe Koi
Na Kaho Gar Bura Kahe Koi.
Rok Lo Gar Galat Chale Koi
Bakhs Do Gar Khata Kare Koi.

Ghalib Ki Shayari

Ghalib Ki Shayari

हम जो सबका दिल रखते हैं 
सुनो, हम भी एक दिल रखते हैं
Ham Jo Sabka Dil Rakhte Hain
Sunon, Ham Bhi Aik Dil Rakhte Hain.

हाथों की लकीरों पे मत जा ऐ गालिब
नसीब उनके भी होते हैं जिनके हाथ नहीं होते.
Hathon Ki Lakeeron Par Mat Jana A Ghalib
Naseeb Unke Bhi Hote Hain Jinke Hath Nahin Hote.

रगों में दौड़ते फिरने के हम नहीं क़ाइल, 
जब आँख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है...
Ragon Me Daudne Firne Ke Ham Nahin Kail
Jab Aankh He Se Na Tapka To Fir Lahoo Kia Hai.

Mirza Ghalib Shayari in Hindi

Mirza Ghalib Shayari in Hindi