Sad Shayari in Hindi
Zalim Duniya Mein Zara Sambhal Ke Rehna Mere Yaar
Zalim duniya mein zara sambhal ke rehna mere yaar,
Yahan palkon pe bithaya jata hai nazron se girane ke liye

Hum Wahi Hai
हम वही हैं, बस जरा ठिकाना बदल गया हैं अब,
तेरे दिल से निकल कर, अपनी औकात में रहते हैं।

Suna Hai Wo Magte Hai Sitaro Ki Roshni
kabhi wo mere samne aakr mujhse mile bhi nahi
mai unse baat karu itna hosla bhi nahi
suna hai wo magte sitaro ki roshni
pr mujh garib ke pas to mitti ka diya bhi nahi

Kin Lafzon Main Bayaan Karun
kin lafzon main bayaan karun apne dard ko main....
sun.nay walay to bohat hain smajnay wala koi nahin...

Wo Aksar Mujse Pucha Karti Thi
वो अक्सर मुझसे पूछा करती थी, तुम मुझे
कभी छोड़ कर तो नहीं जाओगे, . काश मैंने
भी पूछ लिया होता..

Wo Muje Mehndi Lage Haath Dikhakar Royi
वो मुझे मेहंदी लगे हाथ दिखाकर रोयी
मैं किसी और की हूँ,बस इतना बता कर रोयीं
शायद उम्र भर की जुदाई का ख्याल आया था उसे
वो मुझे पास अपने बिठाकर रोयीं,
दुःख का एहसास दिला कर रोयीं
कभी कहती थी मैं न जी पाऊँगी बिन तुम्हारे
और आज ये बात दोहरा कर रोयीं
मुझ से ज्यादा बिछुड़ने का गम था उसे
वक्त-ए-रुक्शांत,वो मुझे सीने से लगा कर रोयीं
मैं बेकसूर हूँ, कुदरत का फैसला हो ये
लिपट कर मुझसे बस वो इतना बता कर रोयीं
मुझ पर दुःख का पहाड़ एक और टुटा
जब वो मेरे सामने मेरे ख़त जलाकर रोयीं
मेरी नफरत और अदावत पिघल गयी एक पल में
वो बेवफा है तो, क्यों मुझे रुलाकर रोयीं ?
सब गिले-शिकवे मेरे एक पल में बदल गए
झील सी आँखों में जब आंसू सजाकर रोयीं
कैसे उसकी मोहब्बत पर शक करे ये दोस्तों
भरी महफ़िल में वो मुझे गले लगा कर रोयीं !!

Socha Tha Kabhi
सोचा था कभी हो जाऐगा अहसास मेरे सच्चे प्यार का मगर ऐसा कोई दिन साल महीना बरस नही आया !
थक कर जिन्दगी से जब मे पहूचा उसकी चोखट पर माथा टेक मेने बीख मे उसके प्यार की दोलत मागी !
ठूकरा दिया मुझे ठोकर मार कर अपनी चोखट के बाहर जालिम को मुझ पर थोडा सा भी तरस नही आया !!
Ae Dost Kabhi Mujhe
Ae dost kabhi mujhe bhula na dena
hanste hue chehre ko kabhi rula na dena
Kabhi kisi baat per khafa ho bhi jao
Par mujhse door hokar judai ki saza na dena

Usne Kaha Pyar Ek Dard
Usne kaha Pyar ek dard hai
Humne kaha dard qabul hai
Usne kaha dard ke saath ji na paoge
Humne kaha teri Pyar ke saath marna qabul hai
Barbaad Ho Gaye The Hum Duniya Ne Yun Humko Sataya Tha
Barbaad ho gaye the hum duniya ne yun humko sataya tha
Har ek mod pe hum girte the kisi ne bhi na humko uthaya tha
Tab tune hi sanam ek umeed ka diya jalaya tha
Apne har ek gam ko chupakar mujhe jeena sikhaya tha

O Pyar Hamesha Sath Rahe Wo Sacha Hai Ji
Jo Pyar Hamesha Sath Rahe Wo Sacha Hai Ji
Jo Musibaton Mein Kaam Aaye Wo Acha Hai Ji
Kabhi Kabhi Humse Bhi Ho Jati Hai Nadaniya
Kyonki Dil To Baccha Hai Ji.

Bichadte Hue Yaad De Jayenge
Bichadte Hue Yaad De Jayenge
Khud Rone Se Pehle Har Khushi De Jayenge
Tumhe Gila Hai Hum Baat Nahi Karte
Vada Raha Sans Rukne Se Pehle
Har Baat Keh Jaayenge.

Zindgi Mein Pehle Hi Itna Gum Samet Liya He Yaaron
Zindgi mein pehle hi itna gum samet liya he yaaron
Ab aur aasuon ki jagah baaki kahan hai
Hum to apni saanse sambhal k baithe the bas
par kambakth es duniya ko hi chain kaha hai…

Ab To Kuch Apni Tabiyat Bhi Juda Lagti Hai
Ab to kuch apni tabiyat bhi juda lagti hai
Saans leta hun to zakhmo ko hawa lagti hai
Kabhi razi to kabhi mujse kafa lagti hai
Zindgi tu hi bata tu meri kiya lagti hai.

Har Ashiq Ki Ek Ajab Kahani Hai Chup Rehna Bhi Pyar Ki Nisani Hai
Har ashiq ki ek ajab kahani hai
Chup rehna bhi pyar ki nisani hai
Koi zakhm nahi fir bhi dard ka ehsas hai
Lagta hai dil ka ek tukra aj bhi uske paas ha

Kabhi Aisi Bhi Berukhi Dekhi Hai Humne
Kabhi aisi bhi berukhi dekhi hai humne
Ke log aap se tum tak,
Aur tum se jaan tak,
Fir jaan se anjaan tak ho jate hain

Wo Kehte Hain Hum Badal Gaye Hain
Wo kehte hain hum badal gaye hain
Koi jakar samjhaye unhe k rang
sookhe hue patton ka aksar badal jata hai

Waqt Ki Andhi Mujhe Tumse Door Kar Degi
Waqt ki andhi mujhe tumse door kar degi
tum to jee lo ge mere bin kisi aur k sahare
aur zindgi mujhe jeete ji marne ko majboor kar degi…

Mere Jane Ke Baad Kisi Ko Fark To Nai Padega
Mere jane ke baad kisi ko
fark to nai padega
Bass tanhayi hi royegi
ki mera humsafar chala gya

Mujhe Maloom Hai Tum Bahot Khush Ho Is Judai Se
Mujhe maloom hai tum bahot khush ho is judai se
Ab khayal rakhna apna
Tumhe tum jaisa koi na mil jaaye

Khawabon Mein Aapko Woh Chehra Dikhai Dega
Raat hogi to chand duhai dega
Khawabon mein aapko woh chehra dikhai dega
Ye mohabbat hai zara sochke karna
Ek aansoo bhi gira to sunai dega

Wo Nazar Kha

Ye Isq Karna Chor Diya Yaro
ye isq karna chor diya yaro
warna hum to aaj bhi palat ke dekh le to
ladkiya somvar ke wart suroo kar de

Khamoshi
Khamoshi Se Bikharna Aa Gaya Hai
Hamian Ab Khud Ujarna Aa Gaya Hai
Kisi Ko Bewafa Khte Nahi Hame
Hamian Bhi Ab Badlna Aa Gaya Hai
Kisi Ki Yad Main Rote Nahi Hm
Hamian Chup Chap Jalna Aa Gaya Hai
Gulabun Ko Tm Apne Pass Rakho
Hamian Kantun P Chalna Aa Gaya Hai

Aankho Ke Parde Bhi Nme Ho Gaye Hai
aankho ke parde bhi nme ho gaye hai
bato ke selsele bhi kme ho gaye hai
pata nahi galte kiske hai
waqt bura hai ya bury hum ho gaye hai

Ye Hum Bhi Gawara Karte Hai Ye Tum Bhi Gawara Kar Lena
ye hum bhi gawara karte haiye tum bhi gawara kar lenaro ro ke gujari hai hamne tum hans ke gujara kar lena
betabi had se badh jayeaur need na aaye rato ko
to doob ke mery yado me duniya se kinara kar lena
jes waqt zanaza guzre ga us sakhs ka teri kunche se
zazbat pe kaboo kar lena khidki se nazara kar lena

Mery Dil Ko Kise Se Geela Nahi Man Se Jis Ko Chaha Vo Mujhe
mery dil ko kise se geela nahi man se jis ko chaha vo mujhe mila nahibadnashibi khoo ya vaqt ki bewfaye aandhery me ek dipak mila par wo jala nahi

Wo Tujhe Bhool He Gaya Hoga
Wo tujhe bhool he gaya hoga, Itni muddat koi masroof nahi rahta.

Achha Nahi Har Sakhs Se Ummeed Lagana
Achha nahi har sakhs se ummeed laganamatlab parast logo hai bachke raha karo
