Arz Kiya Hai Ki Khud Ko Is Layaq Banao Ki.....
Jahan Raho Wahan Sab Tumko Pyaar Karen. Jahan Se Jao Wahan Sab Tumko Yaad Karen. Jahan Jane Wale Ho Wahan Sab Tumhara Intezar Karen.
Rutho Ge Agar Tum To Ye Baat Yaad Rakhna
mnana Aadat Nahi Hai Meri
Aur Juda Hum Rah Nahi Sakte
Zindagi Hasin Hai Zindagi Se Pyaar Karo
Hai Rat To Subah Ka Intzar Karo
Wo Pal B Ayega Jiska Intzar Hai Aap Ko
Rab Pr Bhrosa Or Waqt Pe Aitbar Rakho…