Poetry Tadka

Hindi Shayari हिंदी शायरी लिखा हुआ

Khud Pukare Gi Manzil To Tharjaaunga

Khud Pukare Gi Manzil To Tharjaaunga
Warna Khuddar Musafir Hoon Chala Jaaunga khud pukare gi manzil to tharjaaunga

Arz Kiya Hai Shayari

Arz Kiya Hai Shayari Ki.....
Agar Dil Ki Sunoge To Haar Jaoge. ... Ham Jaisa Pyaar Fir Kahan Paoge.... Jaan Dene Ki Baat Har Koi Karta Hai, Zindagi Banane Wala Kahan Se Laaoge.... Jo Ek Nazar Dekhegoge Hamen, Har Taraf Hamen He Paoge.... Yaqeen Apni Chahat Ka Itna Hai Mujhey, Meri Aankhon Me Jhankoge Aur Laut Aaoge...... Meri Yaadon K Samnandar Me Jo Doob Gaye Tum, Kahin Jana Chahoge To Bhi Nahin Ja Paaoge. Bus Itni Si Arz Thi At Poetry Tadka. Arz kiya hai shayari

Hr Judai Ka Sbab Brwfai Hi Nahi Hoti

Hr Judai Ka Sbab Brwfai Hi Nahi Hoti
Judai Ka Matlab Ek Dusre Ki Bhlai Bhi Hai hr judai ka sbab brwfai hi nahi hoti

Badalna Aata Nahi Hme Mousam Ki Tarah

Badalna Aata Nahi Hme Mousam Ki Tarah
Hr Ek Rut Me Tera Intzar Karte Hui
Naa Tum Samajh Sakoge Kyamat Tak
Tujhe Hum Itna Pyar Karte Hai badalna aata nahi hme mousam ki tarah

Badalna Aata Nahi Humko Mausmon Ki Tarah

Badalna Aata Nahi Humko Mausmon Ki Tarah
Har Ek Rut Mein Tera Intejar Karte Hain
Na Tum Samajh Sakogi Tumhe Kitna Pyar Karte Hain Badalna aata nahi humko mausmon ki tarah