Hindi Shayari हिंदी शायरी लिखा हुआ
Ek Baat Kahooagar Mano Mohabbat
ek baat kahooagar mano mohabbat sabhal sabhal ke karna

Meri Zindagi Se Khelna Sabki Fitrat Se Ban Gai Hai
meri zindagi se khelna sabki fitrat se ban gai hai
kash mai khilona hota to ek ka hota

Ye Dolat Bhi Lelo Ye Sohrat Bhi
ye dolat bhi lelo ye sohrat bhi lelo bhale chin lo mujhse meri zwane
magar mujhko lota do wo bachban ke lamhe wo kagaz ki kashti wo barish ka pani

Fir Usne Mushkura Ke Dekha Meri Taraf
fir usne mushkura ke dekha meri taraf
fir ek zra se baat pr jena pada mujhe

Kbar Ke Sannate Me Se Ek Aawaz Aaye
kbar ke sannate me se ek aawaz aaye
kisi ne phool rakhke aansu ki do boond bhai
jab tak ha zinda tabtak thokar khai
ab so rha hoo to usko meri yaad aayi

Jab Koi Zindagi Me Bhut Khs Ban Jaae
jab koi zindagi me bhut khs ban jaae
uske bare me shochna ahsas ban jaae
to mang lena khuda se use zindagi bhar ke liae
isse pahle ki uski maa aur kise ki sas ban jaye

Mousam Ko Jo Mahka De Use Itar Kahte Hai
mousam ko jo mahka de use itar kahte hai
ziwan ko do mahka de use mittr kahte hai

Mat Karo Mujhe Pareshan Ae Loge
mat karo mujhe pareshan ae logeaashik hu abhi aur tadapna baki hai

Tanha Rahna To Sikh Liya Humne
tanha rahna to sikh liya humne
lekin khush kabhi na rah paye
teri duri to fir bhi sah leta ye dilekin teri mohabbat ke bina na ji payenge

Lga Ke Ishq Ki Bazi -suna Hai Dil De Baithe Ho
lga ke ishq ki bazi -suna hai dil de baithe ho

Apna Koye Tha
teri khmshi dekh kr lagta hai-apna koye tha
itna bedardi se barbad koye gair nahi karta

Wo Rooth Gaye Hun Se Boli Itna Dard Kyu Likhte Ho
wo rooth gaye hun se boli itna dard kyu likhte ho
mine mshkurake kha shahayeri koye kanonan zurm to nahi

Ishq Mohabbat To Sab Karte Ha
ishq mohabbat to sab karte hai-gam-a-judai se sab darte hai
hum to ishq karte ha na to mahabbat
hum to bas aapki ek mushkurahat pane ke liye taraste hai

Zindagi Ab Tumhare Naam Karte Ha
chalo ye zindagi ab tumhare naam karte hai
suna tha bewfa se bewfa ki khoob jamti hai

Naa Dard Ne Kisi Ko Staya Hota
naa dard ne kisi ko staya hota naa aankho ne kisi ko rulaya hota
khushi hi khushi hoti har jagah agar bnane wole ne dil hi naa bnaya hota

Beth Jate Hen Dil Me Dil Ko Tor Kar
Beth jate hen dil me dil ko tor kar chale jate hen..!
Beraham bande Khuda ka ghar bhi nahiii chorte
Ab Khawab Nahi Aate Mujhe
Ab Khawab Nahi Aate Mujhe
Khawab Toot Jate Hai,
Ab Rishte Nahi Bhate Mujhe
Rishte Loot Jate Hai,
Ab Rona Nahi Aata Mujhe
Par Aansu Choot Jate Hai,
Ab Muskurana Nahi Aata Mujhe
Khushi Ke Pal Nahi Aate Hai,
Ab Wo Yaad Nahi Aate Mujhe
Unhe Hum Bhool Nahi Pate Hai…

Dil Roj Sajta Hai
Dil Roz Sajta Hai ek nadan dulhan ki tarah, Aur Gham Roj Chale aate hain baarati bankar.

Tujay Udaas Bhi Karna Tha Khud Bhi Rona Tha
Tujay udaas bhi karna tha khud bhi rona tha..
ye hadsaa bhi meri jaan kabhi hona tha...
wo mujat Tor kar phir jorta raha aksar...
main us k wastay jaisy koi khilona tha...

Tu Sharmil Hindi Poem
तू शर्मीली सिमटी सी,है शोख़ तितली सी तू
रेशम की नरमी सी,,जाड़ो की गर्मी सी तू
रातो की काजल सी,तारों के आँचल सी तू
तू बादल के बालो सी,दिन के उजालो सी तू
दिलकश खयालो सी,रंगी ख्वाबो सी तू
तेरे सवालो सी,मेरे जवाबो सी तू
ओस में जैसे नहाईं,लबो पे खिली है मुस्कान
तू हैं फ़रिश्तों के जैसी,रूह की है जैसे तू जान
तुझ को जो पा जाऊं,होश में ना मैं आऊ
तू झिलमिल बहारो सी,रिमझिम फ़ुहारों सी तू
अनजाने यादो सी,पहचाने वादो सी तू
वन की गुफ़ाओं सी,सातो शमाओं सी तू
तू शर्मीली सिमटी सी,है शोख़ तितली सी तू
रेशम की नरमी सी,जाड़ो की गर्मी सी तू
Jara SanbhalKar
ज़रा संभल कर लगाना डुबकी.प्यार के सागर में , ऐ दोस्त !वो किस्मत वाले होते हैं.जिन्हें साहिल मिला करता हैं !!
Zulum

Zindagi Bhut

Yaad

Imtihan Kya Le Ga

Waqt Noor Ko

Waqt Badal Jata Hai

Vishvash Rahne Do

Moti Samundar Me Nahi

Tute Huye Pyalo

Thank Sorry

Samundar

Kabhi Pyar Mat Karna

Ek Pahchan

Hum Dil Dekhte

Roye

Zadoo Uski Bat

Zindagi Ke Do

Hookum

Ghar Se Bahar

Ishq Dosti

Kuch Kar Jayenge

Mushkan

Tujhe Hekhoo

Deedar Karte

Chup Chup Ke

Choo Le Aasman

Yaad Hamari Aayegi
याद आयेगी हमारी तो बीते कल की किताब पलट लेना यूँ ही किसी पन्ने पर मुस्कुराते हुए हम मिल जायेंगे

Agar Tum Na Hote To Gazal Kuon Kahta
agar tum na hote to gazal kuon kahta
tumhari chare ko kamal kuon kahta
ye to karishma hai mohabbat ka
warna patthar ko taazmahal kon kahta

Milke Bichadna Dastoor Hai Zindagi Ka
