उनको लगता है की मुझको दर्द नहीं होता,
खैर, अब बात को क्या बढ़ाना नहीं होता, नहीं होता।
Unako Lagata Hai Kee Mujhako Dard Nahin Hota
Khair, Ab Baat Ko Kya Badhaana Nahin Hota, Nahin Hota.
खामोशियाँ कर दें बयां तो अलग बात है,
कुछ दर्द है ऐसे जो लफ़्ज़ों में उतारे नहीं जाते।
Khaamoshiyaan Kar Den Bayaan To Alag Baat Hai,
Kuchh Dard Hai Aise Jo Lafzon Mein Utaare Nahin Jaate.
दिल में ना हो ज़रूरी तो मोहब्बत नहीं मिलती
खैरात में इतनी बड़ी दौलत नहीं मिलती
कुछ लोग यूं ही शहर में हम से भी खफा हैं
हर एक से अपनी भी तबीयत नहीं मिलती
देखा था जिसे मैंने कोई और था शायद
वो कौन है जिससे तेरी सूरत नहीं मिलती
हँसते हुए चेहरे से है बाज़ार की ज़ीनत
रोने को यहाँ वैसे भी फुरसत नहीं मिलती
Dil Me Na Ho Zarurat To Mohabbat Nahi Milti
Khairaat Me Itni Badi Daulat Nahi Milti
Kuchh Log Yun Hi Shehr Me Hum Se Bhi Khafa Hain
Har Ek Se Apni Bhi Tabiyat Nahi Milti
Dekha Tha Jise Maine Koi Aur Tha Shayad
Wo Kaun Hai Jis Se Teri Soorat Nahi Milti
Hanste Hue Chehro Se Hai Baazar Ki Zeenat
Rone Ko Yaha Waise Bhi Fursat Nahi Milti