उन बूढी उंगलियों में कोई ताकत तो न थी मगर
सिर झुका तो कांपते हाथो ने जमाने भर की दौलत दे दी
Beti ki mohabbat ko kabhi Aazmana nahi,
woh phool hai usse kabhi Rulana nahi,
BAAP ka toh Maan hoti hai Beti,
Zinda Hone ki Pehchan Hoti hai Beti,
Uski Ankhe kabhi Num na Hone dena,
Uski zindagi se khushiya kabhi kam na Hone dena,
Ungli pakad ke kal jis ko Chalaya tha tumne,
Phir Usko hee Doli mai Beethana hai tumhe,
Bahut Chota sa Safar Hota hai Beti ka saath,
Bahot kum Waqt ke Liye hoti hai woh hamare Pass..!!
Logo ko Samjhaoo na Baba !!! Betiyaan Boojh nahii hotein :')
Palkon pe bitha kar rakhengey sasuraal wale, maloom na tha k baba bhi jhooth bolengey.
Father and daughter have one thing in common, both are very fond of their dolls.