English Shayari
Kabhi Ro Lene Do Apne Kandho
Kabhi Ro Lene Do Apne Kandho Pe Sar Rakhkar Mujhey, K Dard Ka Bawandar Ab Sanbhala Nahin Jata....
Kabtak Chhupa Kar Rakhen Aankhon Me Isey, Ki Aansuon Ka Samandar Ab Sanbhala Nahi Jata.
Sad Shyari In English Fonts At Poetry Tadka
Mujhe Zindgi
Tera Nazaria Mere Nazariye Se Alag Tha
Shayad Tujhe Waqt Guzarna Tha Aur Mujhe Zindgi
Zindagi Jeene Ke Liye Mili Thi
Jitna Tum Utha Lo Wo Tumhari
Jake Samandar Ke Kinare Tum...
Apne Hathon Me Pani Utha Lena...
Jitna Tum Utha Lo Wo Tumhari
Chahat... Aur Jo Na Utha Sake
Wo Hamari Mohabbat
Hindi Love Shayari In English At Poetry Tadka
Tere Pyar Me Ab Jiu Ya Mar Jau
Tere Pyar Me Ab Jiu Ya Mar Jau,
khud Ko Aajmane Ko Ji Chahta Hai,
Hay Teri Wafa Me Hum Kya Ho Gye,
Aaj Bewafa Ban Jane Ko Ji Chahta Hai,