बेवक्त बेवजह बेसबब सी बेरुखी तेरी
फिर भी बेइंतहा चाहने की बेबसी मेरी।
Bewaqt Bewajah Besabab Si Berukhi Teri
Fir Bhi Beinteha Chahne Ki Bebasi Meri.
यूँ शक ना किया करो मेरी दोस्ती पे
तुम्हारे बिना भी हम तुम्हारे ही रहते है
Youn Shaq Na Kia Kao Meri Dosti Pe
Tumhare Bin Bhi Hum Tumhare He Rahte Hain.
खामोशियाँ ही बेहतर हैं
शब्दों से लोग रूठते बहुत है !!
Khamoshiyan Hi Behtar Hain
Shabdon Se Log Roothte Bahot Hain.
तुझसे मिलकर मैं तुझमें ही बस जाऊं,
तु गंगा बने तो मैं ऋषिकेश हो जाऊं !
Tujhse Milkar Main Tujhme He Bus Jaoun
Too Ganga Bane To Main Rishikesh Ban Jaoun.
अगर अपनी ही आँखे बंद हो तो
फिर अंधेरे पे गुस्सा नही करते !!
Agar Apni He Aankhe Band Ho To
Phir Andhere Pe Gussa Nahin Karte.
मुझे परखने से बेहतर है
मुझे समझने की कोशिश करो.
Mujhe Parkhne Se Behtar Hai
Mujhe Samajhne Ki Koshish Karo.
जिदगी अपने हिसाब से जीनी चाहिए
औरो के कहने पर तो शेर भी
सरकस में नाचते हैं
Zindagi Apne Hisab Se Jeena Chahiye
Auron Ke Kahne Par To Sher Bhi
Sarkas Me Nachte Hain.
हर कोई मुझे पसंद नहीं करता
और मुझे हर किसी से
फर्क भी नहीं पड़ता!
Har Koi Mujhe Pasand Nahin Karata.
Aur Mujhe Har Kisi Se
Fark Bhi Nahin Padta!