Poetry Tadka

Nazar Shayari

Jo Shakhs Hamen Khud Se Door Kartaaa Hai

Jo Shakhs Hamen Khud Se Door Kartaaa Hai
Wahi Hamko Jaagne Pe Majboor Kartaaa Hai
Khuwabon Me Aata Hai Is Tarah Hamaaraa Bankar
Abbas In Aankhon Ko Bahot Maghroor Karta Hai

Hum To Samsajte The Ek Zakhm Hai Bhar Jaye Ga

Hum To Samsajte The Ek Zakhm Hai Bhar Jaye Ga
Kya Khabar Thi Ye Zakhm Itna Mujhe Tadpaye Ga hum to samsajte the ek zakhm hai bhar jaye ga

Ab Baat Tu Mat Badlo

Pahle Ham Ashay Thay Aub Buray Kasay Hogaye
Tum Khud Tu Badlay Ho Ab Baat Tu Mat Badlo

Bahot Mushkil Hai Kisi Ko Bhool Jana

Mumkin Nahi Kisi Ko Samajh Paana
Samjhe Bina Kisi Se Dil Lagana
Bahot Aasaan Hai Kisi Ko Pyar Karna
Magar Bahot Mushkil Hai Kisi Ko Bhool Jana..

Teri Kami

Tumhari Yaadon Ko Pasand Aagai Hai Meri Aankho Ki Nami, Hasna Bhi Chahun To Rula Deti Hai Teri Kami