Poetry Tadka

Chanakya Niti

Jis Tarah Sone Ka Test Usey Ghiskar, Taapkar, Kaat Kar, Peet Kar Kiya Jata Hai Usi Tarah Insaan Ka Test Bhi Uske Teyaag, Aacharan, Gud, Aur Uske Behave Se Hona Chahiye. Chanakya Quote In Hindi

Manusya Ka Test chanakya quote in hindi

Manusya Ka Test chanakya quote in hindi
Dust Insaan Ki Meethi Baton Pe Kabhi Bharosa Mat Karo. Wo Apna Mool Nature Kabhi Teyag Nahin Sakta.

Chanakya niti in hindi dust insaan

Chanakya niti in hindi dust insaan
Santulit Dimaag Jaisi Koi Saadgi Nahin Hai. Santos Jaisa Koi Sukh Nahin Hai. Lalach Jaisi Kooi Beemari Nahin Hai. Aur Daya Jaisa Koi Punya Nahin Hai. Chanakya Ki Niti In Hindi

Chanakya niti in hindi - There is no austerity equal

Chanakya niti in hindi - There is no austerity equal
Insaan Akele He Paida Hota Hai Aur Akele He Marta Hai. Apne Karmon K Subh Ashubh Paridam Akele He Bhogta Hai. Akele Hi Nark Me Jata Hai Ya Sadgati Parapt Karta Hai.

A man is born alone and dies alone

A man is born alone and dies alone
Kabhi Bhi Unse Friendship Na Karen Jo Aapse Kam Ya Zeyada Partisthit Hon, Aisi Mitrata Kabhi Bhi Aapko Khushi Nahin Degi. Chanakya Ki Niti And Quotes About Friendship.

Chanakya Ki Niti and Quotes about friendship

Chanakya Ki Niti and Quotes about friendship