पथ्थर तो पहले भी सौ भर लगे हैं मुझे.
Ziddi Hun Palat Aata Hun Teri Gali Men,
Paththar To Pahle Bhi Sau Bhr Lage Hain Mujhey.
सुनो तुम बहुत ज़िद्दी हो न,
मुझे भी अपनी जिद्द बना लो.
Suno Tum Bahot Ziddi Ho Na,
Mujhey Bhi Apni Zid Bana Lo.
ज़िद अगर जीतने की हो,
तो हारना ना नामुमकिन सा हो जाता हैं।
Zid Agar Jeetane Kee Ho To Harna
Na Naamumakin Sa Ho Jaata Hain.
फरेबी भी हूँ जिद्दी भी हूँ बदनाम भी
मासूमियत खो दी मैंने वफा करते करते
Farebi Bhi Hoon Ziddi Bhi Hoon Badnaam Bhi
Masoomiyat Kho Dee Mainne Wafa Karate Karate
सुनो तुम जिद्दी हो ना तो
फिर मुझे अपनी जिद बना लो
Suno Tum Ziddi Ho Na To
Phir Mujhe Apanee Zid Bana Lo.
मोहब्बत में ज़िद नहीं होती,
मोहब्बत तो हथियार डाल देने का नाम है.
Mohabbat Me Zid Nahin Hoti,
Mohabbat To Hathiyar Daal Dene Ka Naam Hai.
ज़िद न करो दास्ताँ सुनने की,
मैं हँसकर भी सुनाऊंगा तो रो पड़ोगे.
Zid Na Karo Dastan Sunne Ki,
Mai Hanskar Bhi Sunaounga To Ro Padoge.
तेरा हुस्न बयां करना मकसद नहीँ था मेरा
ज़िद कागजों ने की थी और कलम चल पड़ी
Tera Husn Bayan Karna Maqsad Nahin Tha Mera,
Zid Kagzon Ne Ki Thi Aur Kalam Chal Padi.
दिल की ज़िद हो तुम वरना,
इन आँखों ने बहुत लोग देखे हैं.
Dil Ki Zid Ho Tum Warna,
In Aankhon Ne Bahot Log Dekhe Hain.