Poetry Tadka

Tehzeeb Hafi Shayari

If we talk about the Shayari of that period, then Tehzeeb Hafi Shayari has a great reputation. Here we are posting some of Tehzeeb Hafi Shayari in Hindi, which you will like. If you like Tehzeeb's Shayari, then subscribe to his YouTube channel.

 

इसीलिए तो सबसे ज्यादा भाती हो 
कितने सच्चे दिल से झूठी कसमें खाती हो
Isliye to sabse zyadah bhati ho,
kitne sachey dil se jhooti kasmen khati ho.

Tehzeeb Hafi Poetry In Urdu

یوں نہیں ہے کہ فقط میں ہی اُسے چاہتا ہوں 
جو بھی اُس پیڑ کی چھاؤں میں گیا بیٹھ گیا
Yoon Nahin Hai Ki Fakat Main Hee Usey Chaahta Hun,
Jo Bhi Us Ped Ki Chhaon Me Gaya Baith Gaya.
यूं नहीं है की फ़क़त मैं ही उसे चाहता हूँ, 
जो भी उस पेड़ की छाव में गया बैठ गया.

tehzeeb hafi poetry in urdu

Hafi Shayari

ये एक बात समझने में रात हो गयी है
मै उससे जीत गया हूँ या मात हो गयी है
Ye Aik Baat Samajhne Me Raat Ho Gayai Hai,
Mai Usse Jeet Gaya Hun Yaa Maat Ho Gayi Hai.

hafi shayari

Dil Bhi Kaisa Darkht Hai Hafi

दिल भी कैसा दरख्त है हाफी, 
जो तेरी याद से हरा हो जाये.
Dil Bhi Kaisa Darkht Hai Hafi,
Jo Teri Yaad Se Hara Ho Jaye.

dil bhi kaisa darkht hai hafi

Tehzeeb Hafi Shayari In English

कैसे उसने ये सब कुछ मुझसे छूपकर बदला 
चेहरा बदला रस्ता बदला बाद में घर बदला.
मैं उसके बारे में कहता था लोगों से, 
मेरा नाम बदल देना वो सख्स अगर बदला.
Kaisey Usne Ye Sab Kuch Mujhse Chhupkar Badla
Chehra Badla Rasta Badla Baad Me Ghar Badla.
Main Uske Baare Me Kahta Tha Logon Se,
Mera Naam Badal Dena Wo Sakhs Agar Badla.

tehzeeb hafi shayari in english

Tehzeeb Hafi Poetry

फ़रेब देके तेरा जिस्म जीत लूँ लेकिन,
मैं पेड़ काटके कस्ती नहीं बनाऊंगा
Fareb Deke Tera Jism Jeet Lun Lekin,
Main Ped Katke Kasti Nahin Banaounga 

tehzeeb hafi poetry