Poetry Tadka

Sharabi Shayari

Welcome to Sharabi Shayari in Hindi at poetry tadka शराबी शायरी page. And read all in one latest Sharab Shayari In Hindi.

Sharab Koun Pita Hai

मयखाने से पूछा आज इतना सन्नाटा क्यों है, 
बोला साहब लहू का दौर है शराब कौन पीता है।
Maikhane Se Pucha Aaj Itna Sannata Kyon Hai,
Bola Sahab Lahoo Ka Daur Hai Sharab Kaun Peeeta Hai.

Sharab Koun Pita Hai

Pee Kar Bhi Tera Naam Lete Rahe

तू होश में थी फिर भी हमें पहचान न पायी,
एक हम हैं कि पी कर भी तेरा नाम लेते रहे
Too Hosh Me Thi Fir Bhi Hamen Pahchan Na Pai
Aik Hum The Ki Pee Kar Bhi Tera Nam Lete Rahe.
 

pee kar bhi tera naam lete rahe

Maikhane Se Kahdo Darwaza Khula Rakhe

फिर इश्क़ का जूनून चढ़ रहा है सिर पे, 
मयख़ाने से कह दो दरवाज़ा खुला रखे
Fir Ishq Ka Junoon Chadh Raha Hai Sir Pe
Maikhane Se Kahdo Darwaza Khula Rakhe.

maikhane se kahdo darwaza khula rakhe

Sharab Ki Shayari

एक शराब की बोतल दबोच रखी है !
तुजे भुलाने की तरकीब सोच रखी है !!
Aik Sharab Ki Botal Daboch Rakhi Hai
Tujhey Bhulane Ki Tarqeeb Soch Rakhi Hai.

Sharab Ki Shayari

Aik Botal Sharab Ke Liye

एक बोतल शराब के लिए,
कतार में ज़िन्दगी ले कर खड़ा हो गया, 
मौत का डर तो वहम था, 
आज नशा ज़िन्दगी से बड़ा हो गया।
Aik Botal Sharab Ke Liye
Kataar Me Zindagi Lekar Khada Ho Gaya.
Maut Ka Darr To Waham Tha
Aaj Nasha Zindagi Se Bada Ho Gaya.

Aik botal sharab ke liye