बहुत से ऐसे लोग होते हैं
जो अपना भाग्य खुद बना लेते हैं,
लेकिन बहुत कम ऐसे होते हैं
जो अपना एक खुशल परिवार बना पातें है।
Bahut Se Aise Log Hote Hain
Jo Apna Bhagya Khud Bana Lete Hain.
Lekin Bahut Kam Aise Hote Hain Jo
Apana Ek Khushal Pariwaar Bana Paten Hai.
दुनिया में आपके परिवार के आलावा कोई दूसरा
ऐसा शख्श नहीं होगा जो आपकी परवाह करे।
Duniya Mein Aapki Family
Ke Alawa Koo Dusra Aisa Shakhsh
Nahin Hoga jo Apki Parwah Kare.
मदद का दिखावा करने वाले यहां लाखों मिल जाएंगे,
लेकिन मदद करने वाला यहां पर एक भी नहीं दिखेगा !
Madad Ka Dikhaawa Karne Wale
Yahan Lakhon Mil Jayenge,
Lekin Madad Karane Wala
Yahan Par Ek Bhi Nahin Dikhega !
मैंने भी चेंज कर दिया है जीवन का उसूल
जो याद करेगा सिर्फ वो ही याद रहेगा !
Mainne Bhi Change Kar Diya Hai Jeevan Ka Usool
Jo Yaad Karega Sirf Wo He Yaad Rahega !
बिना भाई के साथ के जब रावण हार सकता हैं।
और भाई के साथ से श्रीराम जीत सकते हैं।
तो हम किस घमंड में हैं सदा साथ रहिये
कोशिश करें की परिवार (family) कभी ना टूटे।।
Bina Bhai Ke Sath Ke Jab Rawan Haar Sakta Hai
Aur Bhai Ke Sath Se Sri Ram Jeet Sakte Hain
To Ham Kis Ghamand Me Hain. Sada Sath Rahiye
Koshish Karen Ki Parivwar Kabhi Na Toote.
दुनिया मे सबसे बड़ी जीत
परिवार के साथ जुड़े रहना
Duniya Ke Sabse Badi Jeet
Pariwar Ke Sath Jude Rahna.
मिट्टी का मटका और परिवार की कीमत,
सिर्फ बनाने वाले को ही पता होती है,
तोड़ने वाले को नहीं।
Mitti Ka Matka Aur Family Ki Keemat
Sirf Banane Wale Ko He Pata Hota Hai
Todne Wale Ko Nahin.
परिवार के बिना हर इंसान
इस दुनियां में अकेला है
Family Ke Bina Har Insan
Is Duniyan Me Akela Hai.