December Poetry
Zalne Ka Zmana Aagya
फिर पलट रही हे सदिॅयो सी सुहानी रातें !
फिर तेरी याद मे जलने के जमाने आ गए !!
Suno Disambar Me Dil Naa Dukhaya Karo
suno disambar me dil naa dukhaya karo
sardiyo me aksar chonte zyada dard deti hai

Kaha Tha Na
Kahan tha na dil!! na bana aadi us bewafa ki bahon ka, Ab bata kia karun main en december ki shard hawaon ka.
Mausam Badal Raha Hai
Mausam Badal Raha Hai apna khyaal rakhna aye dosht, Kyonki badalte mausam aur badalte log bahot taqleef dete hain.
Tanaha December
Gujar jaata hai saara saal yuun too, naheen katata magar tanaha December.

Yaad E Yaar Ka Mausam
Yaad e yaar ka mausam aur shard hawa ka aalam, aye dil tyar hoja december aane wala hai

Kia December Ne Kaha Tha
Kyon Har Baat Pe Koste Ho December Ko, Kia December Ne kaha tha Mohabbat Karo

November December Ki Shardiyan
Yaadon Ki Saal Audhkar aawara gardiyan, Kati hai youn bhi hamne November December Ki Shardiyan.
December Maar Dalega
Tumhare Baad Gujrengey Bhala Kaisey Hamare Din, November se bachengey to december maar dalega.

Yaad Aaounga
Saal Pahnayega Kon ab December me tumhen, Barishon Me Kabhi Bheegoge To Yaad Aaounga.

December Tum Kyon Aaaye Ho
December Tum Kyon Aaaye Ho,? Bina sajan bina Sawan.

Tum Bhi Laut Aao Na
Dekho! December Laut Aaaya hai, Tum bhi laut aao na...
