December poetry in hindi - See here largest collection December poetry in Hindi with image at poetrytadka. Express your feeling with Hindi's largest collections December poetry website with poetrytadka. Read, Post and share your favorite Hindi December poetry on Facebook, Instagram, Google Plus and twitter with friends.
फिर पलट रही हे सदिॅयो सी सुहानी रातें !
फिर तेरी याद मे जलने के जमाने आ गए !!
suno disambar me dil naa dukhaya karo
sardiyo me aksar chonte zyada dard deti hai
Kahan tha na dil!! na bana aadi us bewafa ki bahon ka, Ab bata kia karun main en december ki shard hawaon ka.
Mausam Badal Raha Hai apna khyaal rakhna aye dosht, Kyonki badalte mausam aur badalte log bahot taqleef dete hain.
Yaad e yaar ka mausam aur shard hawa ka aalam, aye dil tyar hoja december aane wala hai
Kyon Har Baat Pe Koste Ho December Ko, Kia December Ne kaha tha Mohabbat Karo
Yaadon Ki Saal Audhkar aawara gardiyan, Kati hai youn bhi hamne November December Ki Shardiyan.
Tumhare Baad Gujrengey Bhala Kaisey Hamare Din, November se bachengey to december maar dalega.