यूँ तो तैरने मे हो गया हूँ माहिर मैं
फिर भी डूब जाता हूँ अक्सर तुम्हारे ख्यालो मे.
Khushboo Bankar Teri Saanso Mein Sama Jayenge
Sukun Bankar Tere Dil Mein Utar Jayenge
Mehsus Karne Ki Koshish To Kijiye
Dur Rahte Hue Bhi Pass Najar Aayenge
दो गज से ज़रा ज़्यादा जगह देना कब्र में मुझे
कि किसी की याद में करवट बदले बिना मुझे नींद नहीं आतीं.
Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai
Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai
Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai
Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai
हवाएँ गर्म और ज़िस्म बे-लिबास है उसका
शहर के लोगों! क्या तुम्हें अहसास है इसका
Apne Aasman Se Meri Zameen Dekh Lo
Tum Khwab Aaj Koyi Haseen Dekh Lo
Agar Aazmana Hain Aitbar Ko Mere To
Ek Juth Tum Bolo Or Mera Yakeen Dekh Lo
लगता है उनके ख़्वाब कल नाराज़ थे मुझसे
आए नहीं मैं देर तलक जागता रहा
Udaas Hoon Par Tujhse Naaraz Nahi
Tere Dil Mein Hoon Par Tere Pass Nahi
Jhoot Kahun To Sab Kuch Hai Mere Pass
Aur Sach Kahun To Ek Tere Siwa Kuch Bhi Khaas Nahi