Poetry Tadka

mery dil ki duniya pe tera hi raaz tha kabhi tery sar par bhi wfaao ka taaz tha tune dil toda pa pta na chala tujhe kyoki tuta dil dewana ka be aawaz tha

Raaz

raaz

khali panno ki tarah din ja rhe hai kuch aa rhe hai kuch ja rhe hai

Panno Ki Tarah

panno ki tarah

Uski palko se aasu chura rahe the hum, uske ghamon ko hasi se sazaa rahe the hum, jalaya usi diye ne mera haath, jis lau ko hawaa se bacha rahe the hum

Uski Palko Se Aasu

Uski palko se aasu

Milke bichadna dastoor hai zindagi ka, Ek yahi kissa mashhur hai zindagi ka, Beete hue pal kabhi lautkar nahi aate, Yahi sabse bada kasoor hai Zindagi ka

Milke Bichadna Dastoor Hai Zindagi Ka

Milke bichadna dastoor hai zindagi ka

Har cheez ka khona bhi badi daulat hai... Be-fikri se sona bhi badi daulat hai. iflas ne sakht-mout aasan kar di daulat ka na bhi hona daulat hai

दर्द कितना खुशनसीब है ना 
अपनों की याद दिला देता है, 
और एक दौलत है जो अपनों 
को भी भूला देती है।

Daulat Shayari

Daulat Shayari