Poetry Tadka

The sky is the land burned
Your test is important trees
He sat dejected on the farm bunds
, In the eyes of those who believe now is rest
Get it now showering clouds on dry land
House mortgage and rent the rest

Baki Hai

baki hai
Khamoshi Se Bikharna Aa Gaya Hai
Hamian Ab Khud Ujarna Aa Gaya Hai
Kisi Ko Bewafa Khte Nahi Hame
Hamian Bhi Ab Badlna Aa Gaya Hai
Kisi Ki Yad Main Rote Nahi Hm
Hamian Chup Chap Jalna Aa Gaya Hai
Gulabun Ko Tm Apne Pass Rakho
Hamian Kantun P Chalna Aa Gaya Hai

Khamoshi

Khamoshi
meri koshishe hmesha nakam rahi pahle tujhe pane ki aab tujhe bhulane ki

Koshiesh

koshiesh
aankho ke parde bhi nme ho gaye hai bato ke selsele bhi kme ho gaye hai pata nahi galte kiske hai waqt bura hai ya bury hum ho gaye hai

Aankho Ke Parde Bhi Nme Ho Gaye Hai

aankho ke parde bhi nme ho gaye hai
ye hum bhi gawara karte hai
ye tum bhi gawara kar lena
ro ro ke gujari hai hamne
tum hans ke gujara kar lena
betabi had se badh jaye
aur need na aaye rato ko
to doob ke mery yado me
duniya se kinara kar lena
jes waqt zanaza guzre ga
us sakhs ka teri kunche se
zazbat pe kaboo kar lena
khidki se nazara kar lena

Ye Hum Bhi Gawara Karte Hai Ye Tum Bhi Gawara Kar Lena

ye hum bhi gawara karte hai ye tum bhi gawara kar lena