तुफ्हानों से आँख मिलाओ सैलाबों पर वर करो
मल्लाहों का चक्कर छोड़ो तहर के दरिया पार करो
तुमको तुम्हारा फ़र्ज़ मुबारक हमको मुबारक अपना सुलूक
हम फूलों की शाकें तराशें तुम चाक़ू पर धार करो
फूलों की दुकाने खोलों खुशबु का व्यापार करो
इश्क खता है तो ये खता एक बार नहीं सौ बार करो
Rahat indori Shayari
अगर खिलाफ है होने दो जान थोड़ी है
ये सब धुआँ है कोई आसमान थोड़ी है
लगेगी आग तो आएँगे घर कई जद में
यहाँ पे सिर्फ हमारा मकान थोड़ी है
हमारे मुह से जो निकले वही सदाकत
हमारे मुह में तुम्हारी जबां थोड़ी है
में जानत हूँ के दुश्मन भी कम नहीं लेकि
हमारी तरह हथेली पे जान थोड़ी है
जो आज साहिब-ए- मनसद है कल नहीं होंगे
किरायेदार है जाती मकान थोड़ी है
सभी का खून है यहाँ की मिटटी में
किसी के बाप का हिन्दुस्तान थोड़ी है
Rahat Indori Ghazals
log har mod par rukh rukh ke sabhalte q hai
itna darte hai to ghar se nikalte q hai
mein na jugnu ho na koi tara ho ye raushni wale
mere naam se itna jalte q hai
sawal wo puch rahe hai udaas hone ka
mera mizaaj nahi be libaas hone ka
naya bahana hai har pal udaas hone ka
ye faida hai tere ghar k paas hone ka
Rahat indori Poerty
ab mein na hun na baaki hai zamane mere
phir bhi mash hur hai shayairon mein fasane mere
zindagi hai to naya zakham bhi jayega
abhi aur baaki hai kahi dost purane mere
Rahat Indori Collection
haath khali hai tere shehar jate jate
jaan hoti meri jaan lutate jate jate
ab to har patthar mujhe janta hai
ke umar gujardi hai tere shahar mein aate jate
Rahat Indori Shayari On Lovev
charaghon ka ganara chal raha hai
hawaon se dostana chal raha hai
jawani ki hawaen chal rahi hai
meri gum gastagi pe hasne walo
mere piche zaman chal raha hai
abhi is taraf na nigah kar mein gajal ki palkein sawaar lo
meri lafz lafz me ho aayina tujhe aaiyne me utaar lo
Rahat Indori Shayari Wallpaper
mein jis ki khatir mohabbaton ki har ek had se gujar gaya
wo ab bhi mujh se ye puchta hai ke such batao wafa kroge
teri har baat mohabbat me gawara kr ke
dil ke bazaar me baithe hai kinara kr ke
mein wo dariya hun ki har boond bhawanr hai jiski
tumne sahi mujhe se kinara kr ke
Rahat Indori Shayari Image
jaban to khol najar to mila jawab to de
mein kitna baar luta hun hisaab to de
tere badan ki likhawat mein hai utaar chadhao
mein tujh ko kaise padhunga mujhe koi kitaab to dev
faisle lamhaat k nashlon pe bhari ho gaye
baap hakim tha par bete bikhari ho gaye
gulaab khuwaab dawa zehar jaam kiya kiya hai
mein aa gaya hu bata intezaam kiya kiya hai
fakir shaah kalandar imaam kiya kiya hai
tujhe pata nahi tera gulaam kiya kiya hai
rahat indori shayari on dosti
saari fitrat to naqabon mein chupa rakhi thi
sirf tasveer uzaale mein laga rakhi thi
meri gardan pe talwar thi duhsman ki
meri bajuwon pe meri maa ki duwayen rakhi thi
yahan imaam likhte hai yahan imaan padthe hain
humein kuch aur na padhao hum quraan padhte hain
Rahat Indori Kavita
hausle zindagi k dekhate hai
chaliye kuch roz jee ke dikhate hai
neend pichhli sadi ke zakhami hai
khuwaab agli sadi ke dikhate hai
to jo chahe to tera jhut bhi bik sakta hai
shart itni hai ki sone ka tarazu rakh le
jab garz huwa tab pyar kiya jab waqt mila tab yaad kiya
ab aur kiya hakikat likhon is daur ke logo ne kiya kya
Rahat Indori Motivational Shayari
irada tha k mein kuch der tufhano ka maza leta
magar be chare darriya ko utar jane ki jadi thi
maine apni aankhon se lahu chalka diya
ek samundar kahe raha hai mujhe paani chahiye
