milana chaha hai jabjab bhi bhai bhai ko
in ko siyasat bigad deti hai
ye paidaysi mozrim nahi hai
saja na de kar adalat bigad deti hai
meri galtiya mujh se kaho -dusro se nahi kyuki
sudharni mujh ko hai dusro ko nahi
duaa to dil se mani jati hai juba se nahi
kabool to us ki bhi toti hai jiska juban nahi
insan kahta hai paisa aaye to kuch kar ke dikhaau
paisa kahta hai tu kuch karke dikha to mai aaau
sahi samay ka intzar krte krte zindagi ikan jae gi
achcha hoga ki samay ko sahi banane ki kosish karo
jo bandhne se bande aur todne se toot jaye uska naam bandhan hai
jo apne aap ban jaye aur jiwan bhar na tute uska nam sanbandh hai
machis kisi dusre chij ko jlane se pahle
khud ko jlati hai
gussa bhi ek machis ki trah hai
yeh dusro ko barbad karne se pahle khud ko barbad karti hai
acche insan sirf aur sirf aapne karm se pahchante jate hai
kyuo ki aachi bate to bure log bhi kar lele hai