काश मैं भी किसी शाम का मंज़र होता।
Wo roz dekhta hai doobte sooraj ko is tarah.
Kaash main bhi kisi Shaam ka manzar hota.
शाम होते ही तेरे याद की पागल खुशबू,
नींद आँखों से सुकून दिल से मिटा देती है.
Shaam hote he tere yad ki pagal khushboo,
neend aankhon se sukoon dil se mita deti hai.
कितना खौफ होता है शाम के अंधेरों में,
पूँछ उन परिंदों से जिनके घर नहीं होते.
Kitna khouf hota hai shaam ke andheron me,
Poonch un parindo se jinke ghar nahi hote.