vaham aankhon ko ab bhi hai
tumhare laut aane ka
hai mera khwab nanha sa
ye gul fir se sjane ka
hawao tumse kya shikwa
bujha do tum diya mera
jlana preet ki jid hai
tumhen hak hai bujhane ka
Sad Shayari of the day in Hindi
from : Sad Shayari