अपना दर्द किसी को बता नहीं पाते।
Sabse jyada dard tab hota hai jab ham
apna dard kisi ko bata nahin paate.
पास जातक वो रहे दर्द थमा रहता है,
फैलता जाता है फिर आँख के काजल की तरह.
Paas jatak wo rahe dard thamaa rahta hai,
failta jata hai fir aankh ke kajal ki trah.
अब यादों के कांटे इस दिल में चुभते हैं,
न ये दर्द ठहरता है न ये आंसू रुकते हैं.
Ab yaadon ke kante is dil me chubhte hain,
na ye dard thaharta hai na ye aansoo rukte hain.