mil jaye nadi to samandar ki talash karo.
Toot jata hai sheesha patthar ki chot se,
toot jaye patthar aisa sheesha talash karo.
बेहतर से बेहतर की तलाश करो,
मिल जाये नदी से समंदर की तलाश करो।
टूट जाता है शीशा पत्थर की चोट से,
टूट जाए पत्थर ऐसा शीशा तलाश करो।
Bahot se rishte khatm hone ki ek
wajah yah bhi hoti hai ki aik
sahi bol nahin pata aur doosra
sahi samajh nahin pata.
बहुत से रिश्ते खत्म होने की एक
वजह ये भी होती है कि एक
सही बोल नहीं पाता और दूसरा
सही समझ नहीं पता.
Aage Badhane Wala Insaan Kabhi Bhi
Kisi ko Baadha Nahi Pahunchaata,
Aur Doosron Ko Badhha Pahuchane Wala
Insaan Kabhi Aage Nahi Badhta.
आगे बढ़ने वाला इंसान कभी भी
किसी को बाधा नहीं पहुंचाता,
और दूसरों को बाधा पहुँचाने वाला
इंसान कभी आगे नहीं बढ़ता.